How to auto generate video tags in hindi
Welcome back
again on my Blog
Auto generate tags |
Waise to aap kuch common taga (
aise tags jo sabhi video me use kiye jaa sake
) already set kar ke rakh sakte hai iski detail se jaankari maine post How to do default setting for youtube videos me di hai. Lekin same tags hum sabhi
video me nahi likh sakte hai prtyek video me hume alag tags likhne hote hai .
jo kitna muskil kaam hai ye to aap jaante hi hai lekin jo trick mai aapko batane jaa raha hoo
vah bahut hi kaamyab trick hai .
Video ke liye tag auto generate kaise karte hai ?
Video ke liye tags auto
generate karneke liye aapko website “ www.betterwaytoweb.com “ par
visit karna hai . yaha par aapko do option diye jayenge.
- Tag generate for Youtube
- Keyword suggestion tool
aapko Tag generate for youtube ko choose karna
hai .
|
||
- search box me click kar ke uss keyword ko likhe jisse se related aapki video hai . for example – aapki video ka title hai “ how to download youtbe video “ to aapko likhna hai download yotube video.
- find tags par click kare.
- jaise hi aap download youtube video likhkar find tag par click karenge . yah too apko aise tags generate karke dega jo aapki video se related honge aur jinki ranking youtube me high hogi .
- tags generate hokar neeche ek box me aa jayenge jaisa ki upar picture me dikhaya gaya hai .
In tags ko copy kar le aur
apni video ke tags area me paste kar de.
Yah method aapki video ko
achhi rank me lekar aa sakta hai bus aapko thodi mehnat karni hai .
Feedback
Aapko yah post kaisi lagi
comment kar ke jarur bataye post se related yadi aapki koi query hai to comment
ke jariye puchh sakte hai . seo , bloging , youtube , internet online earn
money etc ki adhik jaankari ke liye humari site par visit karte rahe yadi kisi
bhi topic se related aapka koi sawal hai to comment ke jariye jarur puchhe .hume aapki comment ka intzar rahega.
Read Also –
No comments:
Write here your comment