Top 6 Method to download youtube video
Welcome
Back Again on my Blog
Bahut se log aaj bhi yahi sochte
hai ki hum youtube par video dekh sakte hai download nahi kar sakte jo galat
hai. Hum youtube se video download bhi kar sakte hai to kyo na video ko
download kar ke apne computer me save kar liya jaye aisa karne se aapki kisi
bhi video ko dekhne ke liye youtube par baar baar nahi jana padega . jisse apka data bhi kam
kharch hoga . Aaj me aapko top 6 aise tareeke batane jaa raha hu jinki madad se
aap youtube video aasani se download kar sakte hai .
.
top 6 tricks |
Top 6 ticks is prkar hai --
Youtube video downloader |
Using
Youtube Downloader - youtube
downloader bhi ek achha tarika hai youtube video download karne ka. Iss method
me aapko Youtube video downloader
ko internet se download karna hoga How
to use it ? sabse pehle aapko youtube.com se video ka watch link copy karna hoga aur iss link ko Youtube downloader me chhodna
hoga search par click karna hai jaise hi
aap search par click karenge aapke saamne vibhinn format me video link generate
ho jayenge kisi bhi link par click kar ke
video download kar sakte hai.
Using website |
Using
Websites -
yadi aap youtube
video download karne ke liye kisi software ka use nahi karna chahte hai to aap
online kuch websites ki help se bhi youtube video ko download kar sakte ho. For
Example – Savefrom.net , Keepvid.com , Savetube.com
, Youtubemedia.com etc. in sabhi website ki madad se aap aasani se video
download kar sakte ho. How to use it ? website se video download
karna bahut hi aasan hai iske liye bhi aapko youtube.com se video ka watch link
copy kar ke upar di gayi kisi bhi site ke drop box me paste karna hai aur
search button par click karna hai jaise hi aap seach par click karenge tab
aapke saamne bahut prkar ki format like(mp4
, avi , 3gp , mpeg etc) me video download karne ke link generat ho
jayege aapko jis format me video chahiye us format par click kar ke video
download kar sakte ho. Sabse best website www.savefrom.net
hai jiski picture sabse upar dikhai gayi hai .
Using
Prefix "ss" -
sabse simple
tareeka keval youtube video ke watch url me ss likhkar bhi video download ki ja sakti hai For
Example – kisi video ka watch url “http:/www.youtube.com/watch?=my=dg4dg7mn”
ye hai aapko iss video ko download karne ke liye youtube se pehle “ss” likhna
hai Example- “http:/www.ssyoutube.com/watch?=my=dg4dg7mn”
likhkar enter karna hai jaise hi aap
enter karenge youtube ek download link generate kar dega jiski madad se aap
video ko download kar sakte ho.
Using Extention |
Using
Extention-
google chrome ya
firefox me keval extention install kar ke bhi video ko download kar sakte hai .
savefrom.net se aap iss website ka extention apne browser me install kar le . How
to use it ? iska use karna bahut aasan hai jab aap extention ko browser
me install kar le. Install karne ke baad youtube par kisi video ko watch kare
jaise hi aap kisi video ko watch karenge tab us video ke bilkul neeche ek green
color ka option dikhai dega jiski madad se aap kisi vibhinn prkar ki format me
video ko download kar sakoge.
Using idm |
Using
internet download maager -
youtube video
download karne ke liye aap internet download manager ki help bhi le sakte
internet download manager no. 1 download manager hai jaise hi aap youtube par
kisi video ko wath karenge tabhi internet download manager dwara ek tab create
kar di jayegi jaise hi aap us tab par click karenge download manager video ko
vibhinn format me download karne ke link generate kar dega aap jis format jaise
( avi , mp4 , 3gp etc ) me kisi bhi format me video ko download kar sakte ho.
Using
Vidmate -
vidmate ek mobile apps hai jiske
help se video ko download karna bahut hi aasan hai . aur ye apps ek browser ki
tarah kaam kari hai aap iss paps me browsing bhi kar sakte hai . bas aapko is
aps ko apne mobile me install karna hai. Ab jis video ko aapko download karna
hai us video ko vidmate me browse kare jaise hi aap kisi video ko watch karenge
tabhi videmate ka ek animated arrow aayega aap iss arrow par click kar ke
vibhinn format me video ko download kar sakte hai .
Feedbak –
Aapko ye post kaisi lagi comment kar ke jarur
bataye . iss post me aapko kuch samajh na aaya ho to aap mujhse comment kar ke
puch sakte hai .
No comments:
Write here your comment