How to add code box in blogger post
Welcome back
again on my channel
jab bhi widget add karne
sambandhit post karte hai to hume apne reader ko kuch code batane hote hai. Waise
to hum normal text ke roop me bhi code ko share kar sakte hai lekin usse
visiter ko code padhne aur samajhne me dikkat hoti hai . aur code box ka use
karne ke liye aapko code box ki knowledge honi chahiye aaj ki iss post me mai
aapko post me code box ko use karne ke bare me batane jaa raha hoo. So “ Read Carefully “
yadi aap code box ka use kare to
visitor aasani se padh bhi sakte hai aur smajh bhi sakte hai code box ki ek
khoobi hoti hai box ko bina scroll kiye bhi poore code ko copy kiya ja sakta
hai.j isse visitor ko code copy karne me aasani hoti hai . Best blogger ki ye
ek khasiyat hoti hai ki vah poori tarah se apne visitor ko topic explain kar ke
samjhye. To chaliye mai aapko batata hook kis tarah aap apni post me code box
use kar sakte hai . “ simple
way to using code box “
No comments:
Write here your comment