No.1 Photo editing software for blog post
Welcome back again on my
blog
Post me image bahut important hote hai bina imge
ke post bilkul bekar lagti hai . kya aap jaante hai ? visitor ko aapke blog ki
aur kaun akarshit karta hai ? yadi nahi
to mai aapko batata hoo . 1. Blog template 2. Post me use ki gayi picture 3.
Writing skill . yadi ye teeno aapke paas hai to aap ek acche blogger banne ki
quality rakhte hai yadi ye aapke paas nahi hai to aapko in teeno ko complete
karna hoga tabhi aap ek ache blogger ban payege . aaj ki iss post me mai aapko
post me use hone wali picture ke bare me bata raha hoo. “Get Ready “
no.1 photo editing software |
Post me kis tarah ki picture use
karni chahiye aur kis size ki karni chahiye ye sab kuch mai aapko is post me
batane ja raha hoo.
Post me picture kaisi use karni chahiye ?
Blog post me simple picture ka use kare
kabhi bhi jyada designed picture ka use na kare . for example aap mere blog
post me use ki gayi pictures ko dekh sakte hai sabhi picture ki background
solid color se bani hai pehle maine bhi designed background wali picture ka use
kiya tha iske liye aap meri sabse pehli post dekh sakte hai un sabhi me
designed picture ka use kiya gaya hai jo galat hai kyonki we sabhi picture
internet se download ki gayi thi. Jiski vajah se picture copyright hone ka bhi
khatra rahta hai Lekin ab mai aisi kisi bhi picture ka use nahi karta hu . self
picture background banata hoo jisse post
ki rank bhi increase hoti hai . isliye please simple background ki picture hi
use kare.
Picture create karne ke kaun se software ka use kare ?
Waise to internet par na jaane kitne aise software available
hai jinki help se aap photo ko edit kar
sakte ho . lekin blog post ke liye picture create karne ke liye aap Photoscape ka use kare . iss software me photo
editing , animated photo editing , screenshot etc ki facility di gayi hai . for
animation picture example- mere blog me
3 animated colorful picture lagayi gayi jo isi software ki help se create ki
gayi hai . sath hi is software me photo frame bahut parkar ke diye gaye hia
jinki help se aap photo ko aur bhi effective bana sakte hai . Photoscape software ko download karne ke liye neeche diye gaye download button par click kare.
Photoscape use as a photo editor
Photoscape ko photo editor ke roop me use karne ke liye editor
ko choose kare jaise hi aap edito ko
choose karenge aapke saamne photo editor ki window iss prkar aayegi .
Photo editor |
1.menus – in sabhi menu me kuch submenu hai jinki help se aap photo ko edit karoge. “ home , object , crop , tool “
2. we sabhi submenus jo menu 1.
Ke under hai
Use photoscape asa a animation maker.
photoscape ko animation maker ke
roop me use karne ke liye “ Animation Gif “ ko choose kare animation gif ki window kuch
iss tarah hogi .
- yah par vah picture drop karni hai jinse animated picture create karni hai jaise hi aap picture yaha par drop karoge automatic sabhi picture animation karna satart kar degi.
- animated picture ko play aur stop karne ke liye do button diye gaye hai inka use karke animation ko play aur stop kiya jata hai.
- picture change hone ke time ko set karne ke liye.
- picture change effect ko choose kare.
- size set kare.
Use photoscape as a screen capture .
Screen capture |
Photoscape ki help se aap
screenshop bhi le sakte hai .
1.full creen ko capture karne ke
liye
2.top par jo window open hai use
capture Karne ke liye
3.custom area ko capture karne ke
liye .
New bloggers ko mai yahi kehna
chahunga ki ve apni post me picture ko ache se design kar ke use kare .
Feedback
Aapko ye post kaisi lagi comment
kar ke jarur bataye , iss post se yadi aapko help mili hai to please comment me
jarur likhe . seo , bloging , internet , Youtube etc ki kisi bhi parkar ki
jaankari ke liye comment kare .
No comments:
Write here your comment