How to see Youtube Earning in adsense and Analytics
Welcome back
again on my Blog
Youtube video upload karke earning karne ka best
way hai . aap bhi yuoutube par video upload kar ke lakho rupee kama sakte hai .yutube
se earning karne se related mai pehle bhi bahut si post kar chuka hu yadi aap
bhi youtube se paisa kamana chahte hai to humare blog ki yotube se related post
padhe. How to Earn money from Youtube - Full Guide. aaj ki post bhi youtube se related hai jisme mai aapko batane
jaa raha hu ki youtube ki earnring kaise check karte hai . new youtuber video
monetize kar ke apni videos ko adsense
se to connect kar dete ha imager youtube se earning kitni ho rahi hai ye jaanne
me unhe problem hoti hai to chaliye mai aapko batata hoo kis tarah aap perday
ki income check kar sakte hai. So “Please new youtuber Read Carefully “
Youtube earning report |
Kuch youtube partner ye maante hai ki
hum adsense account me apni earning ko perday check nahi kar sakte aur adsense account me youtube
earning ek month ke baad show hoti hai jo ek dum galat hai . hum perday income
adsense account me check kar sakte hai aur adsense ke alava bhi hum apne youtube
channel par bhi earning check kar sakte hai .aaj mai aapko youtube channel aur
google adsense account dono par per day income check karne ke method ko
disqus karunga to chaliye dono method ko
detail me samajhte hai .
1.Youttube Earning report youtube channel par kaise dekhte hai ?
Aap apne youtube channel par bhi channel
ki perday earning report check kar sakte
hai . lekin youtube channel par dikhai gayi earning estimated revenue hoti hai
matlab ek ideal income . jisse keval aap apni earning ka idea laga sakte hai
real earning adsense account me hi show hoti hai . youtube channel par earning
check karne ke liye sabhi steps ko follow kare. “ Follow all steps "
- First of all apni gmail id ke through apne youtube channel par log in ho jaaye.
- my channel par click kare.
- video manager par click kare.
- Analytics par click kare
Jaise hi aap analytics par click
karenge aapke saamne watch time , views , Average duration , estimated
revenue, watch time etc ki full detail aa jayegi . yadi aap last 28 days , last
7 days , this month , last month etc ki earning dekhna chahte hai to corner par
time period change karne ke liye ek gadget laga hua hai waha se time ko change
kar ke custome time report dekhi jaa sakti hai .
2. Adsense account me youtube Earning kaise check karte hai ?
Google adsense account me yotube
earning check karne ke liye neeche diye gaye sabhi steps ko follow kare . “Follow
all steps for check youtube earning in adsense account.”
Earning in adsese account |
First of all apne google adsense
account ke homepage par aa jaye
Left side me diye gaye option “ Performance report “ par
click kare .Report type ke just neeche ek filter ka option hai . filter ke just
aage ek halke color me “ +Add “ likha hua hai iss par click kare ab my product
par click kare jaise hi aap my products par click karenge aapke saamne ek small
window aayegi jaisa ki upar picture me dikhaya gaya hai . yaha se aapk Adsene
hosted content ko choose karna hai . ab aapke samne jo report show ho rahi hai
vah report youtube ki hai .yaha par bhi aap last 7 days , last month , yesterday
, today etc ko choose kar ke apne channel ki
custom period ki earning check kar sakte hai .
“ Youtube Earning se related adhik jaankari ke liye
humare blog ki youtube se related post padhe. “
Feedback
Yah post kaisi lagi ? yadi
aapko is post se help mili hai to please comment kar ke jarur bataye . seo,
bloging, internet , youtube etc se related kisi bhi jaankari ke liye comment
kare. Prtyek post ke neeche comment box diya gaya hai jis post ko aap read kar
rahe hai aur us post me aapko koi baat samjh me nahi aa rahi hai to usi post ke
neeche diye gaye comment box me comment kar de.
No comments:
Write here your comment