How to create youtube channel subscribe button
Welcome back again on my Blog
Yadi
aap ek youtube partner hai to aap jaante hi honge ki youtube channel ki
rank , cpc , views etc sabhi aapke
channel ke subscribers par depand karte hai . youtube channel ki rank ko improve karne ke liye aapko apne
channel ke subscribers ko increase karne honge . yotube subscribers ko aap apne
blog ya website ki help se bhi increase kar sakte hai . jiske liye aapko apne
blog par apne youtube channel ka
subscribe button plugin lagana hoga . subscribe button plugin kaise create
karte hai aur kaise blog or website me lagate hai ye aaj hum iss post me
janege.
How to Save document to Google Drive |
Create subscribe button |
Subscribe button aapke channel ki value ke saath saath aapki
income ko bhi increase karta hai isliye apne channel par adhik se adhik subscribers
ikattha kare jitney jyada subscriber honge utne jyada views honge aur jitney
jyada views honge utne jyada click honge aur ye aap jaante hi hai ki jitney
jyada click utni jyada income. To mai sabhi youtubers se kahna chahunga ki ve
apni prtyek video me apne channel ko subscribe karne ke liye kahe taaki unke
youtube channel par adhik adhik subscribers ho sake .
Youtube subscribe button plugin kyo create kare ? aur iske kya fayde hai ?
Yadi aapke paas koi blog ya website hai to aap direcet blog
se bhi apne youtbe channel ko subscribe kara sakte hai iske liye aapko channel ka subscribe button ka
plugin create kar ke apne blog me lagana hai aisa karne se visitor ko aapke
youtube channel par bhi nahi aana padta vah aapke blog / website par rehkar hi
aapke youtube channel ko subscribe kar
sakta hai . subscribe button blog me
lagane se blog ki value bhi increase hoti hai kyon ki jab bhi koi naya visitor
aapke subscribers ko dekhta hai to uske mind me yahi question uthega ki aakhir
is channel par itne subscribers kyo hai ? jarur iss channel me kuch khaas baat
hai aur jab yah question visitor ke mind me aayega to vah aapke blog ki post ko
bhi read karega aur aapke youtube channel ko bhi visit karega isse aapke
channel aur blog dono ki value or rank increase hogi .
How to recover formatted SD Card and Hard Disk |
Subscribe button kaisa hona chahiye ?
jab aap subscribe button create karenge tab aapse subscribe
button ka look choose karne ke liye kaha jayega aapko waha se upar neeche
dikhayi gayi picture ke jaisa look choose karna hai . aap dekh rahe hai neeche
dikhaye gaye subscribe button me subscribers bhi count kiye gaye hai aur look
bhi ek dum fit hai . subscribers counting show hone par visitors par iska
effect padta hai . so aapko aisa hi look ka
subscribe button choose karna hai .
How to add facebook page like box to Blogger |
How to add category widget in Blogger |
How to set Blog URL without www |
Subscribe button blog me kaha lagana chahiye ?
Subscribe button ko kabhi bhi left , right sidebar me na
lagaye isse aapke blog me look nahi aayega aapko subscribe butto ko blog ke
bottom me lagana hai . aap mere blog me bhi dekh rahe hai . maine bhi subscribe
button ko bottom me lagaya hua hai jisse mere blog ka look bhi achha lag raha
hai
How to Earn money from Youtube - Full Guide |
How to add subscribe button in Blogger |
Youtube subscribe button kaise create karte hai ?
Subscribe button create karne ke liye aapko google developer
ki website par jana hai . google developer website par jaane ke liye yaha click kare . Ab aap google developer website
par to aa chuke hai . subscribe button create karne ke liye bataye gaye steps
ko follow kare. “ Follow all steps
“
Configuration window |
Ab aapke saamne iss
tarah ki window open hogi .
- Yaha par apne youtube channel ka url or channel name likhe
- layout ko choose kare ( layout kai prkar ke hai lekin unme se aapko wahi choose karna hai jo maine apne blog me lagaya hai)
- theme ko default rakhe
- subscribers count ko “ default shown “ choose kare
How to Change Youtube Channel URL |
Top 6 Method to download youtube video |
Sabhi information fill karne ke baad aapke channel ka
subscribe button generate ho jayega aur
just uske neeche ek code aayega use copy kar le .
How to add subscribe button in Blogger |
Feedback
Aapko yah post kaisi lagi comment kar ke jarur bataye . post
se related koi bhi problem ho to comment kar ke jarur puchhe . bloging , seo ,
adsense . internet . youtube etc ke bare me adhik jaankari ke liye comment
jarur kare .
No comments:
Write here your comment