How to install android apps in computer
Welcome back
again on my Blog
Android
apps ko laptop me chalana bahut aasan hai . prtyek computer user ke mind me ye
baat kabhi na kabhi to aati hi hai ki android apps computer me kis tarah chal
sakti hai ? is question ka anser me aa j aapko dene jaa raha hoo kis tarah se
aap apne laptop me android apps k install kar sakte hai aaj hum iske bare me
baat karenge .
Install android app in laptop |
Kuch apps aisi hoti hai jo keval android mobile me hi dekhne
ko milti hai . yadi aapke mind me aisi koi apps ho jo aapne android mobile me
dekhkar ye socha hai ki shayad ye apps computer me bhi install ho paati . to
chaliye aaj usi apps ko computer me bhi install karne ka tareeka seekhte hai .
Requarements –
Ram – 2GB
Disk space – 10GB minimum
CPU - 1.5 Ghz
minimum
Android apps ko computer me install karne ke liye ek
software ki jarurat hogi jiska naam hai Blustacks first of all iss software ko
internet se download kar le . maximum internet par bluestack online installer
milega yadi aap offline installer download karna chahte ho to neeche diye gaye
Download button par click kare.
How to install apps in bluestack ?
Jab aap bluestack ko install kar lenge tab apne computer me save ki gauyi sabhi
android apps ka icon check kare aapko sabhi apps ka icon bluestack ke icon
jaisa dikhai dega. Jis apps ko aap install karna chahte hai uss par double
click kare jaise hi aap double click karenge kuch iss tarah processing chaleg
aur apps bluestack me install ho jayegi .
How to work bluestck ?
Bluestack computer me ek player ki tarah kaam karta hai jis
tarah se computer me kisi bhi mp3 song par double click karne se vah song
automatic usi player me play ho jata hai jo player by default set kiya hota hai
same isi tarah bluestack bhi kaam karta hai fark sirf itna hai jab kisi apps
par click kiya jata hai to vah direct launch nahi hoti hai pehle bluestack me
install hoti hai aur useke baad bluestack me jakar use launch kar sakte hai .
Home window |
How to launch a apps in blue stack ?
Jis tarah se aap android mobile me apps par touch kar ke
apps ko launch karte hai same isi tarah bluestack me bhi apps par click karna
hota hai . bluestack bilkul mobile ki tarah kaam karta hai . upar picture me
bluestck ki home screen dikhai gayi hai
Similar of Bluestack but bluestack is also Better.
Waise to internet par bahut se aise software available hai
jinki help se hum android apps ko computer me install kar sakte hai . for
Example - Console os , Android x-86 , Andy Android Emulator , Amidu os ,Youwave android amulator etc . Lekin bluestack sabse better hai because bluestack me apps
install karna , apps ko launch karne , bluestack ka look etc sab better hai .
so “ Bluestack is also Better “
Feedback
Yah post aapko kaisi lagi ? yadi iss post se aapko kuch
help mili hai to please comment kar ke jarur bataye . hume aapki comment ka
intjar rahega , seo , bloging , internet , youtube etc ki kisi bhi parkar ki
jaankaari aap comment ke jariye pratpt
kar sakte hai .
No comments:
Write here your comment