How to become a youtube partner in hindi
Welcome back
again on my Blog
New youtubers youtube partner ka naam sunte hai
soch me pad jaate hai ki na jaane kya kaya karna hhog youtube partner banne ke
liye jabki aisa kuch bhi nahi hai yotube
partner banana bahut hi aasan hai . new youtuber ko thik information na milne
ki vajah se ve youtube ke bare me acche se jaan bhi nahi aapte hai to chaliye
mai aaj aapko detail me batata hook is tarah se aap yotube partner ban sakte
hai .
Youtube partner |
Yotube partner banker aap apni
video se earnig kar sakte hai lekin ek baat ka aapko dhyan rakhna hai ki
video internet se download na ki gayi ho ya kisi other youtube channel se
download na ki gayi ho yadi aap iss parkar ki koi bhi video apne channel par
upload kartehai to yah video copyright mana jayega isliye apne aap video banaye
aur unhe upload kare.
Youtube partner kaise bane ?
Youtube partner banna bilkul asan
hai. Youtube partner banne ke liye aapke paas ek google account its mean gmail
id honi chahiye . ab aapko aapko youtube
par apni gmail id ke through login hona hai . jaise hi aap gmail id ke through
log in ho jayege its mean aap yotube partner ban jayege . kyoki ab youtube par
aapka ek channel create ho chuka hai jiska naam vah hoga jo gmail id me aapka
user name hoga.
How to Earn money after make a youtube partner ?
Jab aap ek youtube partner ban
jaate hai tab aap apne channel par video upload kar ke earning kar sakte hai .
video upload karne ke baad aapko apni sabhi videos ko monetize karna hai .
lekin monetize aap tabhi karenge jab aapki videos par kam se kam 150 views perday
hone lage . aapko apna kaam imaandaari se karna hai aur channel par copyright
video upload nahi karenge. Copyright ? copyright ka matlab aisi videos jo
youtube par pehle se maujood ho . aisi video upload kare jo youtube ke liye
nayi ho .nayi video kaun si hogi ? jo video aap apne aap create karoge ve sabhi videos yotube ke
liye nayi hogi.
"In simple word "
What is youtube partner –
Youtube par login hokar video
upload karna, video ko monetize karna , Video par adsense ads show karana yahi
youtube partner hai ,
|
Feedback
Aapko yah post kasi lagi comment kar ke jarur bataye , post yadi
koi baat kahi par samajh na aayi ho to post ke neeche ek comment box diya gaya
hai waha par apne confusion related question ko likhkar comment ko post
kare seo, bloging, intenet ,Youtube etc
ki adhik jaankari ke liye comment karte rahe hum aapki comment ka jawab jald se
jald denge .
No comments:
Write here your comment