How to add facebook page like box to Blogger
Welcome back
again on my Blog
Facebook social media me no.1 platform hai . jiski
madad se aap apne blog ki post logo ke
saath share kar sakte ho. Ek naye blogger ke liye ye bahut hi jaruri hai yadi
aap ek naye blogger hai to please apne blog se related ek facebook page banaye
aur jab bhi blog par koi post kare to use facebook page par share karna na
bhoole . aaj ki iss post me mai aapko batane ja raha hoo ki kis tarah se aap
apne facebok page ko apne blog me ek gadget ke roop me laga sakte hai . “
Please read carefully ”
Like box |
Aksar naye blogger blog to bana
lete hai aur blog par content bhi post karte hai aur jab unke blog par visitor
nahi aate to ve nirash hokar bloging chhod dete hai uski main vajah hai post ko
share na karna ab aap hi
sochiye yadi aap apne article ko logo ke sath share hi nahi karenge to koi use padhne ke liye aapke blog par kaise aa jayega ab aapke mind me sawal aa raha hoga ki google search se bhi to visitor aa sakte hai ? aapki baat ek dum thik hai lekin google se traffic tabhi aayega jab aapke content se related koi search karega aur ye bhi jaruri nahi hai ki jab koi visitor google me search karega to aapki post hi top par aayegi aapke content se related aisi bahut si post internet par pehle se available hogi jinki rank aapki post se kahi jyada hogi lekin direct post ko facebook par share karne se aapke blog par traffic direct aayega jab aapke blog ko log dekhenge tab ve aapke regular reader ban jayenge aur aapke blog ki rank bhi increase ho jayegi .
sochiye yadi aap apne article ko logo ke sath share hi nahi karenge to koi use padhne ke liye aapke blog par kaise aa jayega ab aapke mind me sawal aa raha hoga ki google search se bhi to visitor aa sakte hai ? aapki baat ek dum thik hai lekin google se traffic tabhi aayega jab aapke content se related koi search karega aur ye bhi jaruri nahi hai ki jab koi visitor google me search karega to aapki post hi top par aayegi aapke content se related aisi bahut si post internet par pehle se available hogi jinki rank aapki post se kahi jyada hogi lekin direct post ko facebook par share karne se aapke blog par traffic direct aayega jab aapke blog ko log dekhenge tab ve aapke regular reader ban jayenge aur aapke blog ki rank bhi increase ho jayegi .
Blog ke liye Facebook page kyo banaye ?
Yadi aap apne blog ki rank
badhana chahte hai aur adhik traffic pana chahte hai to aapko facebook
page banana hoga . jab logo ko aapko blog pasand aayega to log aapke blog ko
like karenge aur like karne se kya fayda hota hai ye to aapko pata hi hoga yadi
nahi pata hai to mai aapko bata deta hoo. Jab aapke facebook page par
kaafi like ho jayenge to in likes ka effect naye visitors pa padega jaise hi
aapke blog par naye visitor aayenge aur aapke facebook page par kaafi
like dekhenge to ve samajh jayege ki jarur is blog ar khaas content available
hai jiski vajah se is blog par itne like hai. To please blog ke liye facebook
page jarur bana le . social media ke
bare me aur baat phir kabhi karenge ab apne topic par chalte hai .
Blog ke liye Facebook page kaise banate hai ?
Blog ke liye facebook page
banane ke liye aako apne facebook account me login hona hai. Waha par aapko “
create page “ ka option milega iss option ka use kare ke ek page bana le. Lekin
yaad rahe facebook page ka naam aapke blog par hi hona chahiye kisi aur naam se
aap facebook page ko na banaye aisa karne se facebook page aake blog ko
denot nahi karega . facebok page par banner aur icon bhi lagaye banner aur icon
wahi lagaye jo aapne apne blog par lagaye hai . Ab aapne facebook page to bana
liya hai ab baaki hai ki iss page ko like box ke roop me blog me kaise lagaye
? facebok page ko blog me like box ke
roop me lagaane ke liye aapko facebook page ke plugin ki jarurat hoti
hai.
How to get facebook page plugin ?
Method - 1
facebook page ka plugin aap facebook developer
site se bhi prapt kar sakte hai ya maine
neeche ek apne facebook page ka plugin diya hai aap iss plugin me apne
page ka user name change
kar ke apne facebook page ka plugin create kar sakte ho . yadi aapko apne
facebook page ka user name nahi pata hai
to is tarah pata kare . apne facebook account me jaaye aur aur uss page
par click kare jo aapne apne blog ke liye create kiya tha ab “url bar “
me dekhe aapko iss parkar ka url dikhai dega “https://www.facebook.com/naseemkassar786/
” iss url me naseemkassar786
user name hai isi prkar aap apne facebook page ka user name prapt kar sakte hai . user name
prapt karne ke baad use neeche diye gaye plugin me “naseemkassar786” se replace
kar de. Aapke facebook page ka plugin ready hai ab aap ise use kar sakte
hai .
========================================================================
<iframe src="https://www.facebook.com/plugins/page.php?href=https%3A%2F%2Fwww.facebook.com%2Fnaseemkassar786%2F&tabs=timeline&width=340&height=331&small_header=false&adapt_container_width=true&hide_cover=false&show_facepile=true&appId" width="320" height="205" style="border:none;overflow:hidden" scrolling="no" frameborder="0" allowtransparency="true"></iframe>
========================================================================
Method -2
Mere blog par jis prkar ka widget
laga hua hai yadi aap isi prkar ka
widget apne blog par lagana chahte hai to upar diye gaye code ka use kar
le aur yadi kuch advance chahiye to facebook developer website se naya
page plugin create kar le. Naya page plugin create karne ke liye yaha click kare
Page plugin ko blog me kaise lagate hai ?
“ follow these steps for set
plugin in Blogger “
- Blogger me login ho jaye
- layout ko choose kare
- add gadget par click kare
- HTML/Java Script ko choose kare jaisa ki picture me dikhaya gaya hai
Choose html/javascript |
Ab ek new window open hogi .
Paste here Page plugin |
- yaha par koi title de jaise “ like on facebook” , follow on facebook” ect ye optional hai
- content box me page plugin ko paste kare .
- save button par click kare .
Ab facebook page plugin
aapke blog par lag chukka hai dekhne ke
liye “ View Blog “ par click kare
Feedback
Aapko ye post kaisi lagi ? yadi
aapko iss post se kuch help mile hai to please comment kar ke jarur bataye
blogger , internet , seo se sambandhit jaankari ke liye aap comment kar sakte
hai
No comments:
Write here your comment