Header Ads

Breaking News
recent

How to become a youtube partner in hindi




Welcome back again on my Blog

New youtubers youtube partner ka naam sunte hai soch me pad jaate hai ki na jaane kya kaya karna hhog youtube partner banne ke liye  jabki aisa kuch bhi nahi hai yotube partner banana bahut hi aasan hai . new youtuber ko thik information na milne ki vajah se ve youtube ke bare me acche se jaan bhi nahi aapte hai to chaliye mai aaj aapko detail me batata hook is tarah se aap yotube partner ban sakte hai .

How to become a youtube partner
Youtube partner



Yotube partner banker aap apni video se earnig kar  sakte hai  lekin ek baat ka aapko dhyan rakhna hai ki video internet se download na ki gayi ho ya kisi other youtube channel se download na ki gayi ho yadi aap iss parkar ki koi bhi video apne channel par upload kartehai to yah video copyright mana jayega isliye apne aap video banaye aur unhe upload kare.

Youtube partner kaise bane ?

Youtube partner banna bilkul asan hai. Youtube partner banne ke liye aapke paas ek google account its mean gmail id honi chahiye . ab aapko  aapko youtube par apni gmail id ke through login hona hai . jaise hi aap gmail id ke through log in ho jayege its mean aap yotube partner ban jayege . kyoki ab youtube par aapka ek channel create ho chuka hai jiska naam vah hoga jo gmail id me aapka user name hoga.


 How  to Earn money after make a youtube partner ?

Jab aap ek youtube partner ban jaate hai tab aap apne channel par video upload kar ke earning kar sakte hai . video upload karne ke baad aapko apni sabhi videos ko monetize karna hai . lekin monetize aap tabhi karenge jab aapki videos par kam se kam 150 views perday hone lage . aapko apna kaam imaandaari se karna hai aur channel par copyright video upload nahi karenge. Copyright ? copyright ka matlab aisi videos jo youtube par pehle se maujood ho . aisi video upload kare jo youtube ke liye nayi ho .nayi video kaun si hogi ? jo video aap apne  aap create karoge ve sabhi videos yotube ke liye nayi hogi.

"In simple word "

What is youtube partner –

Youtube par login hokar video upload karna, video ko monetize karna , Video par adsense ads show karana yahi youtube partner hai ,






Feedback


Aapko yah post kasi  lagi comment kar ke jarur bataye , post yadi koi baat kahi par samajh na aayi ho to post ke neeche ek comment box diya gaya hai waha par apne confusion related question ko likhkar comment ko post kare   seo, bloging, intenet ,Youtube etc ki adhik jaankari ke liye comment karte rahe hum aapki comment ka jawab jald se jald denge . 

No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.