Header Ads

Breaking News
recent

How to change favicon in Blogger with easy 2 Steps




 Welcome back  again on my Blog

Favicon  aapki site ko dinot karta hai . Jab bhi hum kisi website ko open karte hai to browser me website ke title se pehle ek icon aata hai. Jise hum favicon e hai . jo kisi bhi site/blog ke liye identity ka kaam karta hai . yah apni site me kaise add karte hai aur kaise favicon create karte hai iske bare me aaj hum iss post me baat karne wale hai .so  “ Read Carefully “


how to insert subscribe button in blogger
Insert favicon icon


Blog/website favicon aapki site ya blog ke liye identity ka kaam karta hai. For example aap meri website ko browser me open kare aur browser ke top par title tabs me dekhe aapko blog title se pehle ek red color ka icon dikhai de raha hoga . yadi aap blog create Karne ke baad favicon ko change nahi karte hai to by default blogger ka ek Orange color ka icon aata hai aur google dwara ise change karne ki authority aapko di gayi hai .

Blog favicon ko change kyo kare ?

Apne blog ko akarshit banana ke liye aapko favicon ko change karna chahiye . blog favicon ko change karne se na keval blog ki khubsurti aur identity badhti  hai balki aapke blog ki rank bhi increase hoti hai  So I sugges   you that . apne blog ki value aur rank ko increase karne ke liye apko blog ke favicon ko change kar lena chahiye.


Blog favicon ko kaise change kare ?

“Follow thesesteps for change the blog favicon

Sabse pehle aapko ek 150*150 px ki image create karni hai uske baad www.favicon.cc par visit kare  ke iss image ki help se favicon image create karni hai.

Step - 1
  1. first of all  www.blogger .com par log in  ho jaye.
  2. blog ke left side me layout par click kare.
how to add favicon icon in blogger
Layout window



Layout ke top par ek favicon ka small box hai jisme favicon likha hua hai just uske saamne edit par click kare.

how to add favicon icon in blogger
Choose favicon image

Step-2
  1. choose file par click kar ke us file ko choose kare jo aapne website ki help se banayi thi .
  2. Save button par click kare .

Aapke blog par favicon apply ho chuka hai  kuch time ke baad title bar me icon show hona start ho jayega .






Feedback

Yadi aapko ye post achhi lagi to please comment kar ke jarur bataye . post me kahi par kuch samjh n aaya ho to aap comment kar ke puchh sakte ho. Internet , blogingi , seo , etc ki kisi bhi parkar ki jaankari ke liye comment kare.




No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.