Header Ads

Breaking News
recent

how to add social media buttons in blogger posts



Welcome back again on my Blog

Social media aapke blog ke liye bahut jaruri hai . inki help se visitor aapki post ko apne facebook account par shar kar sakte ya apne dosto ke sath bhi share kar sakte hai prtyek post ke upar ya neeche social media button hone chahiye taaki visitor aasani se post ko share kar sake . aaj ki iss post me mai aapko social media buttons ko post ke neeche add karne ke bare me bataunga .

insert social media button in post
Insert social media button


    Yadi aap apni sabhi post ko facebook par share nahi karte ho to aapke blog par social media se traffic bahut kam aayega apni sabhi post ko social media like facebook , twitter, instagram , pinterest etc par share jarur kare . waise to aap blog ke sidebar me ya bottom me bhi share button laga sakte ho lekin blog post me share button lagane se aapke visitor bhi aapki post ko share kar sakte hai . to chaliye mai aapko batata hoo kis tarah social media button post ke neeche lagate hai .


Blog post ke upar ya neeche social media button kaise lagate hai ?

Blog post ke upar ya neeche social media button lagan eke liye neeche diye gaye steps ko follow kare .

“Follow these steps “


  1. first of all www.blogger.com par login ho jaye
  2. ab right side me template par click kare .
  3. edit html par click kare
  4. Html window me kahi par bhi click kar ke Ctrl+F press kare.
  5. search box me <data:post.body> paste kar ke enter kare.
  6. upar code box me diya gaya code copy kare .
  7. yadi social media button post ke upar chahiye to code ko <data:post.body> ke upar paste kare yadi social media buttons post ke neeche chahiye to code ko <data:post.body> ke neeche paste kare .
Ab apni kisi post ko open kar ke dekhe yadi trick kaam na kare to dusre <data:post.body> code ke neeche paste kare . yadi social media buttons post me na dikhai de iski vajah hai temple me iss code ka bahut si jangah par hona . yah code template me kai jangah par hota hai yadi ek code ke neeche code paste karne se social media buttons post ke neeche na aaye to dusre code ko search kar ke uske neeche code paste kare.



Feedback

Yadi aapko ye post aapko achhi lagi hai aur iss post se aapko help mili hai to please comment kar ke jarur bataye . Blogging , internet , seo , etc se related kisi bhi prkar ki jaankari ke liye comment kar sakte hai .

No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.