Header Ads

Breaking News
recent

How to install android apps in computer




Welcome back again on my Blog

Android apps ko laptop me chalana bahut aasan hai . prtyek computer user ke mind me ye baat kabhi na kabhi to aati hi hai ki android apps computer me kis tarah chal sakti hai ? is question ka anser me aa j aapko dene jaa raha hoo kis tarah se aap apne laptop me android apps k install kar sakte hai aaj hum iske bare me baat karenge .


how to install android apps in computer
Install android app in laptop

Kuch apps aisi hoti hai jo keval android mobile me hi dekhne ko milti hai . yadi aapke mind me aisi koi apps ho jo aapne android mobile me dekhkar ye socha hai ki shayad ye apps computer me bhi install ho paati . to chaliye aaj usi apps ko computer me bhi install karne ka tareeka seekhte hai .

Requarements –

Ram – 2GB
Disk space – 10GB minimum
CPU -  1.5 Ghz minimum

Android apps ko computer me install karne ke liye ek software ki  jarurat hogi  jiska naam hai  Blustacks first of all iss software ko internet se download kar le . maximum internet par bluestack online installer milega yadi aap offline installer download karna chahte ho to neeche diye gaye Download button par click kare.

bluestack offline installer free download





How to install apps in bluestack ?

Jab aap bluestack ko install kar lenge  tab apne computer me save ki gauyi sabhi android apps ka icon check kare aapko sabhi apps ka icon bluestack ke icon jaisa dikhai dega. Jis apps ko aap install karna chahte hai uss par double click kare jaise hi aap double click karenge kuch iss tarah processing chaleg aur apps bluestack me install ho jayegi .


How to work bluestck ?

Bluestack computer me ek player ki tarah kaam karta hai jis tarah se computer me kisi bhi mp3 song par double click karne se vah song automatic usi player me play ho jata hai jo player by default set kiya hota hai same isi tarah bluestack bhi kaam karta hai fark sirf itna hai jab kisi apps par click kiya jata hai to vah direct launch nahi hoti hai pehle bluestack me install hoti hai aur useke baad bluestack me jakar use launch kar sakte hai .


Bluestack
Home window


How to launch a apps in blue stack ?

Jis tarah se aap android mobile me apps par touch kar ke apps ko launch karte hai same isi tarah bluestack me bhi apps par click karna hota hai . bluestack bilkul mobile ki tarah kaam karta hai . upar picture me bluestck ki home screen dikhai gayi hai



Similar of Bluestack but bluestack is also Better.

Waise to internet par bahut se aise software available hai jinki help se hum android apps ko computer me install kar sakte hai . for Example - Console os , Android x-86 , Andy Android Emulator , Amidu os ,Youwave android amulator etc . Lekin bluestack sabse better hai because bluestack me apps install karna , apps ko launch karne , bluestack ka look etc sab better hai . so “ Bluestack is also Better “





Feedback

Yah post aapko kaisi lagi ? yadi iss post se aapko kuch help mili hai to please comment kar ke jarur bataye . hume aapki comment ka intjar rahega , seo , bloging , internet , youtube etc ki kisi bhi parkar ki jaankaari  aap comment ke jariye pratpt kar sakte hai .




No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.