Header Ads

Breaking News
recent

How to create youtube channel subscribe button




Welcome back again on my Blog

Yadi aap ek youtube partner hai to aap jaante hi honge ki youtube channel ki rank  , cpc , views etc sabhi aapke channel ke subscribers par depand karte hai . youtube channel  ki rank ko improve karne ke liye aapko apne channel ke subscribers ko increase karne honge . yotube subscribers ko aap apne blog ya website ki help se bhi increase kar sakte hai . jiske liye aapko apne blog par apne youtube channel  ka subscribe button plugin lagana hoga . subscribe button plugin kaise create karte hai aur kaise blog or website me lagate hai ye aaj hum iss post me janege.

How to Save document to Google Drive

how to create subscribe button
Create subscribe button


Subscribe button aapke channel ki value ke saath saath aapki income ko bhi increase karta hai isliye apne channel par adhik se adhik subscribers ikattha kare jitney jyada subscriber honge utne jyada views honge aur jitney jyada views honge utne jyada click honge aur ye aap jaante hi hai ki jitney jyada click utni jyada income. To mai sabhi youtubers se kahna chahunga ki ve apni prtyek video me apne channel ko subscribe karne ke liye kahe taaki unke youtube channel par adhik adhik subscribers ho sake .

Youtube subscribe button plugin kyo create kare ? aur iske kya fayde hai ?

Yadi aapke paas koi blog ya website hai to aap direcet blog se bhi apne youtbe channel ko subscribe kara sakte hai  iske liye aapko channel ka subscribe button ka plugin create kar ke apne blog me lagana hai aisa karne se visitor ko aapke youtube channel par bhi nahi aana padta vah aapke blog / website par rehkar hi aapke youtube channel  ko subscribe kar sakta hai . subscribe button  blog me lagane se blog ki value bhi increase hoti hai kyon ki jab bhi koi naya visitor aapke subscribers ko dekhta hai to uske mind me yahi question uthega ki aakhir is channel par itne subscribers kyo hai ? jarur iss channel me kuch khaas baat hai aur jab yah question visitor ke mind me aayega to vah aapke blog ki post ko bhi read karega aur aapke youtube channel ko bhi visit karega isse aapke channel aur blog dono ki value or rank increase hogi .

How to recover formatted SD Card and Hard Disk

Subscribe button kaisa hona chahiye ?


jab aap subscribe button create karenge tab aapse subscribe button ka look choose karne ke liye kaha jayega aapko waha se upar neeche dikhayi gayi picture ke jaisa look choose karna hai . aap dekh rahe hai neeche dikhaye gaye subscribe button me subscribers bhi count kiye gaye hai aur look bhi ek dum fit hai . subscribers counting show hone par visitors par iska effect padta hai . so aapko aisa hi look ka  subscribe button choose karna hai .

How to add facebook page like box to Blogger
How to add category widget in Blogger
How to set Blog URL without www

Subscribe button blog me kaha lagana chahiye ?

Subscribe button ko kabhi bhi left , right sidebar me na lagaye isse aapke blog me look nahi aayega aapko subscribe butto ko blog ke bottom me lagana hai . aap mere blog me bhi dekh rahe hai . maine bhi subscribe button ko bottom me lagaya hua hai jisse mere blog ka look bhi achha lag raha hai

How to Earn money from Youtube - Full Guide
How to add subscribe button in Blogger


Youtube subscribe button kaise create karte hai ?

Subscribe button create karne ke liye aapko google developer ki website par jana hai . google developer website par jaane ke liye yaha click kare . Ab aap google developer website par to aa chuke hai . subscribe button create karne ke liye bataye gaye steps ko follow kare. “  Follow all steps “

how to create subscribe button
Configuration window


 Ab aapke saamne iss tarah ki window open hogi .

  1. Yaha par apne youtube channel ka url or channel name likhe
  2. layout ko choose kare ( layout kai prkar ke hai lekin unme se aapko wahi choose karna hai jo maine apne blog me lagaya hai)
  3. theme ko default rakhe
  4. subscribers count ko “  default shown “ choose kare

How to Change Youtube Channel URL
Top 6 Method to download youtube video


Sabhi information fill karne ke baad aapke channel ka subscribe button generate ho  jayega aur just uske neeche ek code aayega use copy kar le .

How to add subscribe button in Blogger



Feedback
Aapko yah post kaisi lagi comment kar ke jarur bataye . post se related koi bhi problem ho to comment kar ke jarur puchhe . bloging , seo , adsense . internet . youtube etc ke bare me adhik jaankari ke liye comment jarur kare .



No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.