Header Ads

Breaking News
recent

How to add Adsnse ads in Blogger Post




Welcome back again on my Blog

Google adsense online Best earning way hai . jiski help se aap ek month me lakho rupees kama sakte hai lekin adsense se achhi earning karne ke liye aapko adsense ki terms aur conditions ko follow karna hoga. Aaj ki iss post me mai aapko bataunga ki  achhi earning karne ke liye adsense ke ads size kya rakhne chaniye aur blog aur post  me kaha par lagane chahiye .
How to add adsense ads in Blogger post
Add adsense ads


Yadi aap ek new blogger hai to please dhyan se samjhe . jab aap naya blog bana le us par high quality ki 10-20 post kare  uske baad adsense ke liye apply kare . adsense ke madhyam se paisa kamana bahut aasana hai . tops blogger adsense ki  help se lakho rupees kama rahe hai aap bhi kama sakte hai . to chaliye ab mai apko batata hu ki aap kis kis size ke ads post me use karenge .


Top 4 Adsense ads size


Link ad (200*90)

Prtyek post me link add jarur lagaye kyoki link add hi ek aisa ad hai jo post ke content ke hisaab se add show karata hai maan lo aapne youtube se related post ki hai to link ad me jo ads show honge wo bhi youtube se related honge . aur link ad ek menus ki tarah hota hai jis par click hone ke 80% chance hote hai . link ad ki length 200 px aur height 90 px rakhe . Blog post me link ad ko kaha par lagye ? link add ko post ke top par , kisi heading ke just upar , post ke last me , lagaye in location par click jyada hone ke chance hai.

How to recover formatted SD Card and Hard Disk
How to istall android apps in computer


Banner ad (300*600)

Sabhi blogs me right or left side me side panels hote hai side panel me large banner ad jarur lagaye kyoki adsesne ke kuch ad aise hote hai jo large banner me hi show hote hai aur unki cpc bhi high hoti hai blog ke sidebar me ek large banner ad jarur lagaye . banner ki height 600 px aur width 300 px rakhe .


Responsive

Responsive ad sabse better hai jaisa ki aap iske naam se hi samjh chuke honge . yah add space ke hisaab se apne aap set ho jata hai aap ise post me , sidebar me , bottom me etc sabhi jangah par laga sakte hai . iss ad ki ek khaas baat hai yah device ke hisaab se ad show karta hai . yadi koi site ko tablet me open karenge to tablet ke hisaab se ad show honge aur yadi koi mobile me site open karta hai to mobile ke hisaab se ads show honge.



Rectangular (336*280)

Yah ad sabse jyada use hone wala ad hai. Sabhi blogger ki sites par yah ad aapko dekhne ko milega . is ad ki cpc bhi high hoti hai . square ad ko kaha par lagaye ? iss ad ka use aap sidepanel me top par , post ke beech me kare to better hoga .
Yadi aap upar bataye gaye ads ka use karenge to aapki income 100% increase hogi .Ad kaha par lagane hai aur kis kis type ke lagane hai ye to mai aapko bata hi chuka hu . ad kaise banate hai iss bare me bhi baat karte hai .


Adsense ad  kaise banate hai ?

Follow all steps for create ad code .
First of all apne adsense account me log in ho jaye
Ab top par dekhe my ads ki ek tab hai us par click kare ab new ads par click kare
Ab aapke saamne ek window open hogi  isme aapko ad name, style , size etc fill karne hai

add adsense ads in blogger post

add adsense ads in blogger post


Title -  title aisa choose kare jo aapke ad type ko dinot karta ho aur future me kabhi bhi adsense account me jakar aasani se search kar sake  for example – aapne 300*600 px ka ek ad banaya to aap iska naam rakh sakte hai banner ad H600 W300 isse aapko ye pata chal jata hai ki ad kis type ka hai
Recommended par click kar ke aap custom ad bhi bana sakte ho . custom ad se matlab apne aap ad ki hight aur width set kar sakte ho.
Ad type –adsense 3 type ke ads allow karta hai 1. Text  ad 2. display ad 3. Text and display
Link ad me to aap keval link type hi choose kar sakte ho lekin banner ad banate samay aapk text aur display ads ko choose karna hai aisa karne se dono tarah ke ads show honge text bhi aur display bhi.
Adsense ads Blog me kaise lagate hai ?
Blog me adsense ke ads post , sidebar , widget me lagaye ja sakte hai .




Ads in post

Yadi post  700+ words ki hai to post me 4-5 ad laga sakte hai aur in ads me kam se kam 3 ad link ad hone chahiye yadi aap sabhi banner ads use karoge to apke blog ki  loading speed kam ho jaygi . yadi post me 500 word se kam hai to 3 ads hi lagaye jisme 2 link ad aur 1 banner ad ho .Post me ad kaise lagate hai ? post complete kar lene ke baad post ko html mode me open kare aur jaha – jaha par ad lagane hai waha par add code ko paste kare . html mode me post ko padhna mushkil hota hai isliye composemode me pehle note kar le ki kaha par aapko ad lagana hai uske baad html mode me open kar ke note keyword ko find kare aur waha par code ko paste kar de .

Ads in sidebar
Side bar me adsense ads lagane ke liye blog ke layout me jaye .
add gadget par click kare
ab ek window open hogi isme se html/javascirpt  ko choose kare .
new window open hogi yaha par ads code paste kare aur save button par click kare.
Iss tarah se aap apne blog aur blog post me adsense ads laga sakte hai . sabhi new bloggers ko mai ek bar phir kahna chahunga ki upar batayi gayi sabhi tricks ko follow kare



Feedback
Aapko yah post kaisi lagi comment kar k jarur bataye post se related koi bhi baat jo aapke samajh me na aayi ho to comment kar ke jarur puchhe . mai aapki comment ka wait karunga , internet , seo, bloging etc se related kisi bhi prkar ki jaankari keliye comment kare.

No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.