Header Ads

Breaking News
recent

How to activate window 7



Welcome back again on my Blog

       aap sabhi ne dekha hoga. ek maheene baad window 7 me desktop background black ho jaati hai. aur desktop ke right bottom side me kuch text likha aata hai. iski vajah kya hai aur jab bhi hum koi image set as desktop background set karte hai to automatic kuch time ke baad phir se desktop background black ho jaati hai aisa kyon hota hai aur iska solution kya hai aaj mai iske baare me apko bataunga .


  

activate
Activate window 7



desktop background ke black hone ki vajah hai window ka registered na hoga.  aapke computer me install window registered hai ya nahi ye kaise pata karenge ? sabse pehle my computer ke icon par right click kare phir properties par click kare jaise hi aap properties par click karenge aapke saamne iss tarah ki window aayegi. iss windwo me right side me change setting likha hua hoga .


activate window 7
Unregistered Window screenshot



hum sabhi local windwo ka use karte hai jo ek  maheene ke liye trial hoti hai aur jaise hi window ko install kiye huye ek maheena hota hai window dwara registration code maanga jaata hai.




Registration code kyon maanga jaata hai ?


sabhi  window ka envent microsoft corporation dwara kiya gya hai jo ek bahut badi compny hai . aur ye to aap jaante hi hai ki prtyek compny profit kamane ke liye kaam karti hai apna product sale karti hai paisa kamaane ke liye. isliye compny window ko customers ko sale karti hai aur uske badle paisa leti hai. kaafi jyada keemat hone ki vajah se hum sab use nahi khareedte hai . lekin microsoft dwara trial version internet par upload kiya gaya hai jise koi bhi download kar ke use kar sakta hai. jaisa ki aap naam se samajh gaye honge trial ka matlab hota hai kuch samay ke liye aur isi tarah microsoft ne bhi trial version ka period 1 maheena rakha hua hai.

How to Activate window 7 ?


windwo ko activate kar ke trial version ko original window me convert kiya ja sakta hai. windwo ko activate karne ke liye aapko ek software ki jarurat padegi. jiska naam hai window 7 activater. iss software ki help se window ko activate karna bahut aasan hai software download karne ke liye neeche diye gaye download button par click kare.


           
ab mai maan leta hu ki aapne window 7 activater ko download kar liya hai. ab iss software ko launch kare jaise hi aap launch karenge tab aake saamne iss tarah ki windwo open hogi. ab install now par click kare jaise hi aap install par click karenge thodi der processing chalegi aur kuch time ( 2min - 4 min) ke baad ek message aayega jisme likha hoga ki aapki window successfully activate. ab computer desktop background par se text bhi remove ho jayega aur aap desktop beckground bhi change ho jayegi.


Check Again  window 7 is activate yes/no ?


same pehle ki tarah my computer ke icon par right click kar ke properties par click kare ab aapke saamne iss tarah ki window open hogi windwo ke right side me ek Blue color ki shape hai jisme genune likha hua hai jo ek registere window me hi hota hai . ab computer ki window activate ho chuki hai.. ab yeh window iss tarah ki dikhai degi 



Feedback
Aapko ye post kaisi lagi comment kar ke jarur bataye. iss post me yadi aapko kahi par kuch samajh na aaya ho to aap mujhse comment kar ke puch sakte hai.yadi aap humari sabhi  nayi post ki jaankari email ke through prapt karna chahte hai to side me ek subscribe button diya gaya hai apna email id box me likh kar humare blog ko subscribe kare.



No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.