Header Ads

Breaking News
recent

How to pay adsense in india




Welcome back again on my Blog

Sabhi bloggers apne blog par adsense ke ads hi use karte hai . because adsense online earning ka best way hai . adsense se paisa kamana bilkul aasan hai . aaj ki iss post me mai apko batane jaa raha hoo ki adsense india me payment kaise karta hai .”get ready “

Top 5 Tips to increase Youtube video ads CPC
How to Earn money from Youtube - Full Guide

how to pay adsense in india
Pay adsense in India


Yadi aapne adsense ke terms aur conditions ko read nahi kiya hia to please adsense ke terms aur conditions ko jarur carefully read kar le kyoki aap jaante hai ki kisi kaam me yadi expert hona hai to us kaam ke baar me aapko chhoti chhoti baato ki knowledge hona jaruri hai .

How to Submit blog to Bing
How to add website in Google

Adsense india me payment kaise karta hai ?

By rules adsense alag – alag country me alag alag method se payment karta hai . hum india ki baat kare to india me adsense EFT Transefer (Electronic funds transfer ) , Western union Quick cash , cheque etc. ke through payment karta hai , in sab me sabse better hai “EFT “  eft me adsense dollars ko rupees me convert kar ke aapke bank account me transfer kar deta hai .

1. By cheque
yadi aap adsense payment by cheque receivekarna chahte ho to iske liye aapko apne adsense account ke payment feature me cheque ko choose karna hoga . cheque se payment kaise prapt hota hai ? adsense cheque aapko by email prapt hoga .


2. By EFT.
India ke liye EFT sabse better hai eft payment ke liye aapko adsense account me eft k choose karna hoga
Eft ke through adsense doller ko rupees me convert kar ke aapke bank account me transfer kar deta hai.


How to Submit blog to Bing
How to add website in Google

3.By Western Union
Adsense payment ko by western union prapt karne ke liye sabse pehle aapko western union par account banana hoga . account banana par western union dwara aapko ek account id di jayegi ab yah id aapko adsense account me payment setting karte samay likhni hai .
Upar bataye gaye 3 method me sabse better eft hai to better hoga yadi aap eft ka use kare.

Note –
  1. Adsense account banate samaya wahi naam , address de jo bank account me diya gaya hai .
  2. Adsense account me aap jo address fill karoge usi address par google adsense verification pin send karega . isliye pehle hi aapko address aur naam sahi fill karna hai .
  3. Yadi aap address verify nahi karte hai to google aapko payment nahi dega pehle aapko address verify karana hoga.
  4. Ek month me aap  keval ek baar hi payment prapt kar sakte hai
  5. Har maheene 20 tareekh se pehle hi money transfer kar sakte hai 


Feedback
aapko yah post kaisi lagi comment kar ke jarur bataye . post me kahi par kuch samajh na aaya ho to comment kar ke jarur bataye . adsense , seo , internet , bloging etc se related kisi bhi jaankari ke liye comment kare .

How to make high cpc adsense ads
How to see Youtube Earning in adsense and Analytics


No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.