How to change favicon in Blogger with easy 2 Steps
Welcome
back again on my Blog
Favicon aapki site ko dinot karta hai . Jab bhi hum kisi website ko open karte hai to
browser me website ke title se pehle ek icon aata hai. Jise hum favicon e
hai . jo kisi bhi site/blog ke liye identity ka kaam karta hai . yah apni site
me kaise add karte hai aur kaise favicon create karte hai iske bare me aaj hum
iss post me baat karne wale hai .so “ Read Carefully “
Insert favicon icon |
Blog/website favicon aapki site ya blog ke liye identity ka
kaam karta hai. For example aap meri website ko browser me open kare aur
browser ke top par title tabs me dekhe aapko blog title se pehle ek red color
ka icon dikhai de raha hoga . yadi aap blog create Karne ke baad favicon ko
change nahi karte hai to by default blogger ka ek Orange color ka icon aata hai
aur google dwara ise change karne ki authority aapko di gayi hai .
Blog favicon ko change kyo kare ?
Apne blog ko akarshit banana ke liye aapko favicon ko change
karna chahiye . blog favicon ko change karne se na keval blog ki khubsurti aur
identity badhti hai balki aapke blog ki
rank bhi increase hoti hai So I sugges
you that . apne blog ki value aur rank ko
increase karne ke liye apko blog ke favicon ko change kar lena chahiye.
Blog favicon ko kaise change kare ?
“Follow these “ steps for change the blog
favicon
Sabse pehle aapko ek 150*150 px ki image create karni hai
uske baad www.favicon.cc par
visit kare ke iss image ki help se
favicon image create karni hai.
Step - 1
- first of all www.blogger .com par log in ho jaye.
- blog ke left side me layout par click kare.
Layout window |
Layout ke top par ek favicon ka small box hai jisme favicon
likha hua hai just uske saamne edit par click kare.
" Now see this window "
Choose favicon image |
Step-2
- choose file par click kar ke us file ko choose kare jo aapne website ki help se banayi thi .
- Save button par click kare .
Aapke blog par favicon
apply ho chuka hai kuch time ke baad title bar me icon show hona start ho
jayega .
Feedback
Yadi aapko ye post
achhi lagi to please comment kar ke jarur bataye . post me kahi par kuch samjh
n aaya ho to aap comment kar ke puchh sakte ho. Internet , blogingi , seo , etc
ki kisi bhi parkar ki jaankari ke liye comment kare.
No comments:
Write here your comment