How to add google adsense to youtube & youtube monetization
Welcome back again on my
Blog
Youtube se na jaane kitne log lakho rupees kama
rahe hai. Aap chahe to aap bhi youtube se paisa kama sakte hai .youtube se
paisa kamana koi badi baat nahi hai . youtube se paisa kamane ke liye aapko
kuch video banana hogi aur youtube par ek channel create karke us par upload
karni hogi . bas itna kaam karke aap youttube se achhi income kar sakte hai .
Add adsense to youtube |
Youtube e paisa kamane ki poori
jaankari mai aapni How to Earn money from Youtube - Full Guide
Iss post me detail se de chuka hoo yadi aap
online paisa kamane me interest rakhte ho to ye post jarur padhe kyoki iss post
me youtube se paisa kaamne ki jaankari detail ke saath expalain ki gayi hai .
yadi ye post aapke man me youtube e paisa kamane ka vichar aaye to blog par
youtube se related bahut post available hai un sabhi ko read kare. But In this
post me aapko batane wala hoo ki kis tarah se youtube channel ko monetize karte hai aur kis tarah se apne
channel ko adsense se jodte hai. “Get Ready “
Youtube channel ko monetize kaise karte hai ?
Ye to aapko mai bata hi chukka
hoo ki youtube se paise kamane ke liye sabhi videos ko monetize karte hai iske liye hume apne youtube channel me ek
option activate karna hota hai wo kaise
activate karte hai uske liye sabhi steps ko follow kare .
First of all apne youtube channel
par aa jaye . ab right side me top cornet par channel icon par click kare.
Creator studio par click kare.
- right side me ek channel ka option hai us par click kare
- status & feature par click kare.
- enable par click kare ( mere account me yah already enable hai so yaha par enabled likha hua hai aapke account me yaha par enalble ka ek button hoga)
Ab ek new page open hoga jisme ek Enable my
account ka button hoga us par click
kare
Ab aapke saamne ek small window
aayegi jisme 3 tarah ke ads type honge jis type ka ad aap apne videos par show
karna chahte hai use choose kare. Finally monetize par click kare
Aapka youtube channel ab monetize
ho chukka hai .check karne ke liye video manager ko open kare aur upload ki gayi videos ke saamne
dekhe ek green color ka $ ka symbol aa raha hoga jo monetize ka nishan hai .
Ab hum youtube channel ko
monetize to kare chuke hai magar ab baaki rah gaya ho channel ko adsense se
jodna. To chaliye ye bhi seekhte hai “ Get
Ready “
Youtube channel ko adsense se kaise jodte hai ?
Channel ko adsense se jodne ke
liye sabhi steps ko follow kare .
- Channel par click kare
- Monetization par click kar.
- How will be paid par click kare . Associate with an adsense account par click kare.
- next button par click kare
Log in par click kare . yadi
aap already gmail id ke through log in hai to login par click karne se aapse
yah puchha jayega ki kya aap us gmail id ke through hi log in hona chahte hai
jo already log in hai yadi aap usi id se log in hona chahte hai to uss par
click kare warna create another account par click kar ke doosri gmail id se log
in ho jaye aur yadi aapke paas kisi doosri gmail id par adsense account hai to
use choose kare.
Aapka youtube channel adsense se
jud chuka hai .
Feedback
Aapko yah post kaisi lagi
comment kar ke jarur bataye . post se related aapki koi bhi query hai to
comment ke through puchh sakte hai . seo
, internet , bloging , Youtube ki kisi bhi prkar ki jaankari ke liye
comment kare .
No comments:
Write here your comment