How to monetize all videos in one time
Welcome back
again on my Blog
Jab
bhi new video upload karte hai aur baar baar video ko monetize karne ki baat ko
lekar pareshan hai anyway no problem aaj
ki iss post me ami apko aisi trick batane jaa raha hoo jisse aap ek baar me
apni sabhi video ko monetize kar sakenge . so Get Ready “
Monetize all videos in one time |
Ye to aap jaante hi hai ki jab aap new video youtube par
upload karte hai to aapko baar baar video ko monetize karna hota hai yadi hum
video ko monetize nahi karenge to earning bhi nahi hogi . aaj mai aapk ek saath
sabhi videos ko monetize karne k eek smart trick ko bataunga jo ek youtuber ko
pata honi chahiye.
Video manger me all videos ko monetize karna.
default setting se all video ko monetize karna
1.video manager me all videos ko monetizekarna
Youtube channel ke video manager me jaakar bhi aap apni
sabhi video ko monetize kar sakte hai lekin video manager me sabhi video ko
monetize karne se pehle ek baat ka dhyan rakhe yaha par aap we sabhi video
monetize kar sakte ho jo video aap apne channel par upload kar chuke ho.sabhi
video ko monetize karne ke baad jab bhi aap new video upload karoge tabhi aapko
unhe bhi monetize karni hogi .sath hi ek baat ka dhyan rakhe ek baar me aap ek
page ki video ko hi monetize kar sakte ho next page ki video ko monetize karne
ke liye yahi processor dobara repeat karna hoga.
Video manager me all videos ko monetize kaise kare ?
Video mangaer me all video ko monetize karne ke liye neeche
diye gaye steps ko follow kare .
apne youtube channel ke video manager par click kare
- all video ko select kare.
- all videos ke just upar ek action button diya hua hai uss par click kare aur monetize ko choose kare
Ab aapke saamne iss tarah ki window open hogi.
Iss window me 3 tarah ke ads diye gaye hai 1.overlay in
video ads 2.skipable video ads
3.sposored cards. Aap jis parkar ka
add apni video par show karana chahte ho use choose kare. Finaly monetize par
click kare . aapki ek page ki sabhi videos monetize ho chuki hai next page ki
video isi tarah monetize kare.
Default setting se all videos ko monetizekarna .
Youtube setting me ek feature bhi available hai jiski madad
se aap na keval sabhi videos ko monetize
kar sakte hai balki apni sabhi videos me use hone wale common description ,
tags ko bhi already set kar ke rakh sakte ho. Sefault setting ki help se all videos
ko monetize karne se aapki sabhi uploaded video ek saath monetize ho jaati hai
aur future me jo video aap upload karoge we bhi automatic monetize ho jayegi.
Default setting ki ek alag se post ki gayi hai jisme default setting ke bareme
detail se bataya gaya hai . How to do default setting for youtube videos
Default setting ke through all videos ko monetize karne ke
liye all steps ko follw kare .
- video manager ko open kare.
- left side me channel par click kare.
- upload default par click kare .
Ab apke saamne iss tarah ki window open hogi.
monetize with ads ko tick kare.
- 3 tarah ke ads diye gaye hai jis tarah ke ads aap apni videos par show karana chahte hai choose kare
- automatic mid-roll ads ko choose kare.
- Finaly save button par click kare.
Sabhi new blogger se mai yahi kehna chahunga ki we defaultanag
setting ka hi use kare aur default setting ke bare me adhik jaankari ke liye
post upar di gayi post ko jarur padhe .
Feedback
Yah post aapko kaisi lagi comment kar ke jarur bataye .
post se ya other kisi topic se related aapki koi query hai to comment ke jariye
humare saath share kare hum aapki comment ka jawab jald se jald denge. Seo ,
internet ,bloging , youtube se related kisi bhi prkar ki jaankari ke liye
comment kare.
No comments:
Write here your comment