How to enable EFT in adsense account
Welcome back again on my Blog
Sabhi
bloggers adsense ko use karte hai because adsense se paisa kamana bahut aasan
hai . adsense 100 dollar se kam payment nahi karta . yadi aapke account me 100+
dollar ho chuke hai to aap unhe withdraw kar sakte hai. Adsense ne income ko
withdraw karne ke method alag alag country me alag – alag tay kiye hai . aur
india me bhi aap kai prkar se income ko withdraw kar sakte hai aur sabse better
hai EFT method aaj ki iss post me mai aapk batane jaa raha hoo kis tarah se aap
apne adsense account me EFT (Electronic funds transfer ) ko enable kar sakte
hai.
How to pay adsense in india |
Verify your address in google adsense |
Enable EFT |
Adsense india me check , EFT , western union, etc ke through payment karta hai . yadi aap EFT
ke thorough payment karna chahte hai to aapko apne adsense account me EFT ko
enable karna hoga . yadi aap adsense account me EFT ko enable nahi karenge to
aap EFT ke through payment nahi prapt kar sakenge .
Adsense account me EFT enable kaise karte hai ?
“ Follow these steps for enable EFT in adsense account
“
- First of all adsense account me log in ho jaye.
- Ab setting gear icon par click kare.
- Payment par click kare.
- “Add a payment method” par click kare. “ see this window “
“ fill carefully “ sabhi information ko dhyan se
fill kare . jiske bare me nahi pata wo pehle bank me jakar pata kar le.
- Account Holder name – is box me aapko apna naam likhna hai naam same wahi hona chahiye jo bank passbook me hai .
- Bank name – aapka account kis bank me uss bank ka naam likhe for Example – Punjab national bank , state bank of india , Axis Bank , Bank of barauda , Icici Bank etc
- IFSC Code – yah code aapki passbook me milega yadi nahi hai to bank se contact kar.
- SWIFT-BIC – yah code bbhi aapko passbook me milega warna bank se contact kare.
- Account Number – Apne account number ko yaha par likhe.
- Retype account number – Retype account me aapko apne account number ko yaha par likhkar confirm kare
- Intermediary bank – bank se pata kare
- FFC or FBO – Bank se pata kare .
- Sabhi information ko fill karne ke baad save button par click kare .
Adsense account me FTP Enable ho chuka hai . jab bhi aapke account me 100+ dollar ho jaye
to aap payment button par click kare ke payment prapt kar sakte hai .
How to add a video in blogger blog Post |
How to add subscribe button in Blogger |
No.1 Photo editing software for blog post |
Feedback
Aapko yah pos kais lagi comment kar ke jarur bataye .
yadi post me kahi par kuch samajh na aaya ho to comment kar ke puchh sakte hai
. seo , internet , bloging , youtube etc ki kisi bhi prkar ki jaankari ke liye
comment kare.
No comments:
Write here your comment