How to add subscribe button in Blogger
Welcome back again on my Blog
Youtube bhi bloging ki tarah Online paisa kamane
ka best way hai iski madad se bhi aap
ghar baithe achhi income prapt kar sakte ho. Youtube se paisa kamane ke liye
aapko youtube par apna account banana padta hai aur phir youtube par kuch
video upload karni hoti hai . youtube se
achhi income prapt karne ke liye aapko apne channel par subscribers increase
karne honge . subscribers aap apne blog se bhi increase kar sakte hai. Blog se
subscribers increase karne ke liye apko apne Youtube subscribe button ka plugin blog me lagana hoga.aaj ki iss post
me mai aapko yahi batane jaa raha hoo.
Add subscribe button |
Yotube subscribers channel ke
liye kitne jaruri hote hai ye to aap jaante hi hai . humare channel ki income
subscribers dwara hi increase ki jaati
hai jitnejyada subscribers honge utni hi income jyada hogi isliye apni prtyek
video me viewer se channel ko subscribe , like karne ke liye kahe isse aapke
blog ki ads cpc increase hoti hai . Aur blog se subscribers ko
increase karna bahut hi achhha tareeka hai subscribers badhane ka. Blog me
subscribe button lagane ke liye aapko google developer website par jaana hoga
aur waha se apne channel ka subscribe button code prapt karna hoga . yadi aap
subscribe button code prapt karna nahi jaante to ye post padhe.
How to create youtube channel subscribe button |
Ab mai maan leta hoo ki aapne
apne channel ka subscribe button code prapt kar liya hai to chaliye ab
subscribe button ko blog/website me lagana bhi seekhte hai.
Youtube channel subscribe button blog me kaise lagaate hai ?
“Follow these steps “
Read also - How to do default setting for youtube videos
|
- Sabse pehle blogger.com par apni email id ke through login ho jaye
- Blog ke left side me layout par click kare
- Add a gadget par click kar
- Google developer se prapt code ko paste kar ke save button par click kare
Blog me subscribe button
successfully add ho chuka hai .
Feedback
Aapko yah post kaisi lagi
comment kar ke jarur bataye . post se related koi bhi sawal ho to aap comment
kar ke puchh sakte hai . seo . internet , bloging , youtube etc ki adhik
jaankari ke liye comment kare.
How to do default setting for youtube videos |
How to add subscribe Button on Youtube video |
No comments:
Write here your comment