How to pay adsense in india
Welcome back
again on my Blog
Sabhi
bloggers apne blog par adsense ke ads hi use karte hai . because adsense online
earning ka best way hai . adsense se paisa kamana bilkul aasan hai . aaj ki iss
post me mai apko batane jaa raha hoo ki adsense india me payment kaise karta
hai .”get ready “
Top 5 Tips to increase Youtube video ads CPC |
How to Earn money from Youtube - Full Guide |
Pay adsense in India |
Yadi aapne adsense ke terms aur conditions ko read nahi kiya
hia to please adsense ke terms aur conditions ko jarur carefully read kar le
kyoki aap jaante hai ki kisi kaam me yadi expert hona hai to us kaam ke baar me
aapko chhoti chhoti baato ki knowledge hona jaruri hai .
How to Submit blog to Bing |
How to add website in Google |
Adsense india me payment kaise karta hai ?
By rules adsense alag – alag
country me alag alag method se payment karta hai . hum india ki baat kare to
india me adsense EFT Transefer (Electronic funds transfer ) , Western union
Quick cash , cheque etc. ke through payment karta hai , in sab me sabse better
hai “EFT “ eft me adsense
dollars ko rupees me convert kar ke aapke bank account me transfer kar deta hai
.
1. By cheque –
yadi aap adsense
payment by cheque receivekarna chahte ho to iske liye aapko apne adsense
account ke payment feature me cheque ko choose karna hoga . cheque se payment
kaise prapt hota hai ? adsense cheque aapko by email prapt hoga .
2. By EFT.
India ke liye EFT sabse better
hai eft payment ke liye aapko adsense account me eft k choose karna hoga
Eft ke through adsense doller ko
rupees me convert kar ke aapke bank account me transfer kar deta hai.
How to Submit blog to Bing |
How to add website in Google |
3.By Western Union
Adsense payment ko by western
union prapt karne ke liye sabse pehle aapko western union par account banana
hoga . account banana par western union dwara aapko ek account id di jayegi ab
yah id aapko adsense account me payment setting karte samay likhni hai .
Upar bataye gaye 3 method me
sabse better eft hai to better hoga yadi aap eft ka use kare.
Note –
- Adsense account banate samaya wahi naam , address de jo bank account me diya gaya hai .
- Adsense account me aap jo address fill karoge usi address par google adsense verification pin send karega . isliye pehle hi aapko address aur naam sahi fill karna hai .
- Yadi aap address verify nahi karte hai to google aapko payment nahi dega pehle aapko address verify karana hoga.
- Ek month me aap keval ek baar hi payment prapt kar sakte hai
- Har maheene 20 tareekh se pehle hi money transfer kar sakte hai
Feedback
aapko yah post kaisi lagi comment kar ke jarur bataye . post me kahi par kuch samajh na aaya ho to comment kar ke jarur bataye . adsense , seo , internet , bloging etc se related kisi bhi jaankari ke liye comment kare .
How to make high cpc adsense ads |
How to see Youtube Earning in adsense and Analytics |
No comments:
Write here your comment