Verify your address in google adsense
Welcome Back
Again on my Blog
Google first payment dene se pehle aapka address
verify karata hai yadi aap apne account ko verify nahi karate hai to google
aapki site par ads show karane band kar deta hai yadi aapke account me 100$ se
bhi jyada hai tab bhi aap unhe withdraw nahi kar sakte. Old adsense user to ye
sab jaante hai lekin naye adsense user iss post ko dhyan se padhe kyon ki mai
iss post me address verification ke mare me explain karne wala hoo. So “
Read Carefully”
Verify address |
Jaisa ki maine aako bataya hi ki
google first payment dene se pehle aapka address verify karata hai to chaliye
mai aapko batata hoo kis tarah google adsense address verify karata hai aur kya
kya sharte hai .
How to Verify Address ?
Jab aake google adsense account me 10$ ho
jayege tab adsense account me ek red color ki line aayegi jisme likha hoga “
Your payment are currently on hold because You have not verified your address “ yah line tab tak aapke account me
nahi aayegi jab tak aapke account me 10$ nahi available nahi honge ab aapke
mind me ye sawal aa raha hoga aakhir kyon yah line 10$ se pehle nahi
aayegi to iska jawab hai google address verify
karane ka charge 10$ leta hai jab to isliye yeh red line 10$ available hone ke
baad hi aayegi.
action tab |
Method of verify Address ?
Jab aapke account me 10$ available
ho jayenge tabhi google dwara ek pin generate kiya jayega aur by post us address
par send kiya jayega jo address aapne adsense account me diya hua hai to please
adsense account banate samay address aur name accurate sahi de kyon jab aapki
income 10 $ ho jayegi aapke paas google dware pin send kar diya jayega. Naye blogger
se me jarur request karunga ki vah galat address na de kyonki isme unhi ka loss
hai .
Pin Mailer Exmple ?
Jo pin aapko by post prapt hoga
uski format neeche dikhai gayi hai .
inside |
outside |
When do I need to enter my pin ?
Jab aapke account me 10$ available ho jayenge tab aapko pin by post
send kar diya jayega pin by post aane me 2-4 weeks or more le sakta hai ye
aapki location par depand karta hai yadi aap google se thodi door hai to jaldi
aa jayega warna kuch jayada time le sakta hai . lekin ek baat ka dhayan rahe
pin send karne ke 4 months ke andar aapko pin verify kara dena hai yadi aa aisa
nahi karte hai to aapki sites par ads shone band ho jayenge . yadi aapko 4
months tak pin receive nahi hota hai to aap dobara pin send karne ki request
kar sakte ho. Iske bare me aage bataunga .
Where can I enter my pin ?
Google adsense account me jaha
par red line hai wahi par uske saamne ek action button hai uss par click
karna hai. Jaise hi aap action button par click karenge aake saamne iss prkar
ki window open hogi .
Submit pin window |
- most recent pin was generated – upar di gayi picrute me no.1 par vah date show hogi jis date ko pin google dwara generate kiya gaya hai.
- vah address jo aapne adsense account banate samay diya tha isi address par pin send kiya gaya hai
- yadi aap 3 time galat pin enter karte ho to google adsense dwara aapki sites par advertising service suspend kar di jayegi aur aap future me jaldi se ise use nahi kar payenge so enter pin carefully and no try any wrong pin
- box me prapt pin likhe aur submit pin par click kare aapka address verify ho chukka hai .
What my pin Does not arrive ?
Yadi google dwara send kiya gaya
pin 2 months ke andar aapke paas tak nahi pahuchta hai to aap naye pin ke liye
request kar de yadi aap 4 months tak wait karte rahe to aapki sites par ads
show hone band ho jayege to pelhe hi matra 2 months me hi new pin ke liye
request kar de.
What if my address is Wrong ?
Google adsense account create
karte samay yadi aapne galat address diya tha ya koi mistake ho gayi thi aur
google adsense ne usi address par pin send kar diya hai to aap naye pin ke liye
request kar de lekin usse pehle address ko change kar le address change kaise
karte hai poori jaankari ke liye yaha click
kare.
Feedback
Maine iss post me Address verify
ke bare me poori tarah se explain kar diya hai
Yadi kahi par aapko samajh na
aayo ho to aap comment kar ke puchh sakte hai
Ye post aapko kaisi lagi comment
kar ke jarur bataye
No comments:
Write here your comment