Header Ads

Breaking News
recent

How to add subscribe button in Blogger




Welcome back again on my Blog

Youtube bhi bloging ki tarah Online paisa kamane ka best way hai  iski madad se bhi aap ghar baithe achhi income prapt kar sakte ho. Youtube se paisa kamane ke liye aapko youtube par apna account banana padta hai aur phir youtube par kuch video  upload karni hoti hai . youtube se achhi income prapt karne ke liye aapko apne channel par subscribers increase karne honge . subscribers aap apne blog se bhi increase kar sakte hai. Blog se subscribers increase karne ke liye apko apne Youtube subscribe button  ka plugin blog me lagana hoga.aaj ki iss post me mai aapko yahi batane jaa raha hoo.

add subscribe button in blogger
Add subscribe button 


Yotube subscribers channel ke liye kitne jaruri hote hai ye to aap jaante hi hai . humare channel ki income subscribers dwara hi  increase ki jaati hai jitnejyada subscribers honge utni hi income jyada hogi isliye apni prtyek video me viewer se channel ko subscribe , like karne ke liye kahe isse aapke blog ki ads cpc increase hoti hai . Aur blog se subscribers ko increase karna bahut hi achhha tareeka hai subscribers badhane ka. Blog me subscribe button lagane ke liye aapko google developer website par jaana hoga aur waha se apne channel ka subscribe button code prapt karna hoga . yadi aap subscribe button code prapt karna nahi jaante to ye post padhe.

How to create youtube channel subscribe button




Ab mai maan leta hoo ki aapne apne channel ka subscribe button code prapt kar liya hai to chaliye ab subscribe button ko blog/website me lagana bhi seekhte hai.


Youtube channel subscribe button blog me kaise lagaate hai ?

“Follow these steps “

                        How to add subscribe Button on Youtube video

  1. Sabse pehle blogger.com par apni email id ke through login ho jaye
  2. Blog ke left side me layout par click kare
  3. Add a gadget par click kar
  4. Google developer se prapt code ko paste kar ke save button par click kare

Blog me subscribe button successfully add ho chuka hai .



Feedback
Aapko yah post kaisi lagi comment kar ke jarur bataye . post se related koi bhi sawal ho to aap comment kar ke puchh sakte hai . seo . internet , bloging , youtube etc ki adhik jaankari ke liye comment kare.

How to do default setting for youtube videos
How to add subscribe Button on Youtube video


No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.