Header Ads

Breaking News
recent

How to add a video in blogger blog Post




Welcome back again on my Blog

Youtube videos ko blog post me add karna bahut aasan hai. Youtube video ko blog me add kar ke video ke views bhi increase kar sakte hai . aaj ki iss post me mai aapko youtube video ko blog post me add karne ke bare me detail me bataunga . so “ read carefully”

add video in blogger blog post
Add video in blogger post


Yadi aapka koi youtube channel bhi hai to aap us channel par apne blog post se related video banakar upload kare aur iss video ka link apni post me lagaye taaki visitor aapki post ko video ke madhayam se bhi samajh sake . aisa karne se aapko double profit hota hai 1. Blog page views bhi hote hai 2. youtube channel par bhi views increase hote hai jisse aapki incme bhi increase hoti hai.



Blog post me youtube video ko add kaise karte hai ?

Iss post me mai aapko youtube video ko post me lagane ke 2 methods ke bare me bataunga.

“ Follow these 2 steps for add a youtube video in blog post “

Method -1

First of all aapko apne youtube channel par visit kar ke us video par click karna hai jis video ko aap apni blog post me lagana chahte hai . “ like show in this below picture “

insert picture in blogger blog post
Follow sreps

  1. Share button par click kare
  2. Embed par click kare
  3. Ab ek code prapt hoga iss code ko copy kar le.
  4. ab blog par aakar us post ko HTML mode me open kare jis post me aapko video ko lagana hai. Post me jaha par video ko lagana hai waha par video code ko paste kar de.
  5. yadi video ke size ko increase or decrease karna hai to code me diye gaye height aur width ko apne anusar kam aur jyada kar le.

Post me video add ho chuki hai .-


Read also-             How to Earn money from Youtube - Full Guide
                               Top 5 tips for new Blogger ( Boost Post )

Method – 2

Jab post likhte samaya  aapko koi picture post me add karni hoti hai to aap add a picture par click karte hai same isi tarah aap video bhi post me add kar  sakte hai . insert a picture ki just right side me “ insert a video “ button hai jis par click kar ke aap youtube vide ko apni post me add kar sakte hai . jaise hi aap insert a video par click karnege aapke saamne iss tarah ki window aayegi

how to add video in blogger blog post
Add video in blog post
Iss window me top par 4 tabs hai

1.Upload – iss tab se aap youtube video ko post me add nahi kar sakte . isme ek drag box diya hota hai jaha par aap video ko drag kar sakte hai

2.From Youtube – iski help se aap youtube ki kisi bhi video ko post me add kar sakte hai chahe vah video kisi bhi channel ki kyon na ho.



3. My youtube videos – iss tab par click karne se aapke channel ki sabhi vides show hogi jisme se aap kisi ko bhi choose kar sakte hai .

4. From your phone –is tab ka use google + par upload video ko post me add karne ke liye kiya jata hai
Apne channel I video ko post me add karne ke liye “  my youtube videos “  ko choose karna hai.

5. video ko select kare.
6.select button par click kare

Read also -          How to add Adsnse ads in Blogger Post
                             How to Change Youtube Channel URL

Blog post me video successfully add ho chuki hai .



Feedback

yadi yah post aapke liye helpful sabit hui hai to please comment kar ke jarur bataye . post se related koi sawal aapke mann me hai to please comment kar ke jarur bataye . seo , bloging , internet , youtube , earn money online etc se related kisi bhi prkar ki jaankari ke liye comment kare .

No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.