Header Ads

Breaking News
recent

How to add google adsense to youtube & youtube monetization




Welcome back again on my Blog

Youtube se na jaane kitne log lakho rupees kama rahe hai. Aap chahe to aap bhi youtube se paisa kama sakte hai .youtube se paisa kamana koi badi baat nahi hai . youtube se paisa kamane ke liye aapko kuch video banana hogi aur youtube par ek channel create karke us par upload karni hogi . bas itna kaam karke aap youttube se achhi income kar sakte hai .




how to add google adsense to youtube
Add adsense to youtube


          Youtube e paisa kamane ki poori jaankari mai aapni How to Earn money from Youtube - Full Guide
 Iss post me detail se de chuka hoo yadi aap online paisa kamane me interest rakhte ho to ye post jarur padhe kyoki iss post me youtube se paisa kaamne ki jaankari detail ke saath expalain ki gayi hai . yadi ye post aapke man me youtube e paisa kamane ka vichar aaye to blog par youtube se related bahut post available hai un sabhi ko read kare. But In this post me aapko batane wala hoo  ki  kis tarah se youtube channel  ko monetize karte hai aur kis tarah se apne channel ko adsense se jodte hai. Get Ready “






Youtube channel ko monetize kaise karte hai ?

Ye to aapko mai bata hi chukka hoo ki youtube se paise kamane ke liye sabhi videos ko monetize karte hai  iske liye hume apne youtube channel me ek option activate karna hota hai  wo kaise activate karte hai uske liye sabhi steps ko follow kare .

First of all apne youtube channel par aa jaye . ab right side me top cornet par channel icon par click kare.
Creator studio par click kare.

how to add google adsense to youtube

how to add google adsense to youtube


  1. right side me ek channel ka option hai us par click kare
  2. status & feature par click kare.
  3. enable par click kare ( mere account me yah already enable hai so yaha par enabled likha hua hai aapke account me yaha par enalble ka ek button hoga)

 Ab ek new page open hoga jisme ek Enable my account  ka button hoga us par click kare


how to add google adsense to youtube

Ab aapke saamne ek small window aayegi jisme 3 tarah ke ads type honge jis type ka ad aap apne videos par show karna chahte hai use choose kare. Finally monetize par click kare


Aapka youtube channel ab monetize ho chukka hai .check karne ke liye video manager  ko open kare aur upload ki gayi videos ke saamne dekhe ek green color ka $ ka symbol aa raha hoga jo monetize ka nishan hai .





Ab hum youtube channel ko monetize to kare chuke hai magar ab baaki rah gaya ho channel ko adsense se jodna. To chaliye ye bhi seekhte hai  “ Get Ready “


Youtube channel ko adsense se kaise jodte hai ?

Channel ko adsense se jodne ke liye sabhi steps ko follow kare .

how to add google adsense to youtube


  1. Channel par click kare
  2. Monetization par click kar.
  3. How will be paid par click kare . Associate with an adsense account par click kare.
  4. next button par click kare

how to add google adsense to youtube


Log in par click kare . yadi aap already gmail id ke through log in hai to login par click karne se aapse yah puchha jayega ki kya aap us gmail id ke through hi log in hona chahte hai jo already log in hai yadi aap usi id se log in hona chahte hai to uss par click kare warna create another account par click kar ke doosri gmail id se log in ho jaye aur yadi aapke paas kisi doosri gmail id par adsense account hai to use choose kare.

Aapka youtube channel adsense se jud chuka hai .





Feedback
Aapko yah post kaisi lagi comment kar ke jarur bataye . post se related aapki koi bhi query hai to comment ke through puchh sakte hai . seo  , internet , bloging , Youtube ki kisi bhi prkar ki jaankari ke liye comment kare .





No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.