Header Ads

Breaking News
recent

How to monetize all videos in one time




Welcome back again on my Blog

Jab bhi new video upload karte hai aur baar baar video ko monetize karne ki baat ko lekar pareshan hai  anyway no problem aaj ki iss post me ami apko aisi trick batane jaa raha hoo jisse aap ek baar me apni sabhi video ko monetize kar sakenge . so  Get Ready “


monetize all videos in one time
Monetize all videos in one time





Ye to aap jaante hi hai ki jab aap new video youtube par upload karte hai to aapko baar baar video ko monetize karna hota hai yadi hum video ko monetize nahi karenge to earning bhi nahi hogi . aaj mai aapk ek saath sabhi videos ko monetize karne k eek smart trick ko bataunga jo ek youtuber ko pata honi chahiye.

Video manger me all videos ko monetize karna.
default setting se all video ko monetize karna

1.video manager me all videos ko monetizekarna

Youtube channel ke video manager me jaakar bhi aap apni sabhi video ko monetize kar sakte hai lekin video manager me sabhi video ko monetize karne se pehle ek baat ka dhyan rakhe yaha par aap we sabhi video monetize kar sakte ho jo video aap apne channel par upload kar chuke ho.sabhi video ko monetize karne ke baad jab bhi aap new video upload karoge tabhi aapko unhe bhi monetize karni hogi .sath hi ek baat ka dhyan rakhe ek baar me aap ek page ki video ko hi monetize kar sakte ho next page ki video ko monetize karne ke liye yahi processor dobara repeat karna hoga.


Video manager me all videos ko monetize kaise kare ?

monetize all videos in one time
Monetize all videos


Video mangaer me all video ko monetize karne ke liye neeche diye gaye steps ko follow kare .
apne youtube channel ke video manager par click kare

  1. all video ko select kare.
  2. all videos ke just upar ek action button diya hua hai uss par click kare aur monetize ko choose kare

Ab aapke saamne iss tarah ki window open hogi.

monetize all videos in one time
Monetize videos



Iss window me 3 tarah ke ads diye gaye hai 1.overlay in video ads  2.skipable video ads 3.sposored cards.  Aap jis parkar ka add apni video par show karana chahte ho use choose kare. Finaly monetize par click kare . aapki ek page ki sabhi videos monetize ho chuki hai next page ki video isi tarah monetize kare.

Default setting se all videos ko monetizekarna .

Youtube setting me ek feature bhi available hai jiski madad se aap na keval  sabhi videos ko monetize kar sakte hai balki apni sabhi videos me use hone wale common description , tags ko bhi already set kar ke rakh sakte ho. Sefault setting ki help se all videos ko monetize karne se aapki sabhi uploaded video ek saath monetize ho jaati hai aur future me jo video aap upload karoge we bhi automatic monetize ho jayegi. Default setting ki ek alag se post ki gayi hai jisme default setting ke bareme detail se bataya gaya hai . How to do default setting for youtube videos



Default setting ke through all videos ko monetize karne ke liye all steps ko follw kare .
  1. video manager ko open kare.
  2. left side me channel par click kare.
  3. upload default par click kare .
Ab apke saamne iss tarah ki window open hogi.



monetize with ads ko tick kare.
  1. 3 tarah ke ads diye gaye hai jis tarah ke ads aap apni videos par show karana chahte hai choose kare 
  2. automatic mid-roll ads ko choose kare.
  3. Finaly save button par click kare.
·         How to Submit blog to Bing

Sabhi new blogger se mai yahi kehna chahunga ki we defaultanag setting ka hi use kare aur default setting ke bare me adhik jaankari ke liye post upar di gayi post ko jarur padhe .



Feedback
Yah post aapko kaisi lagi comment kar ke jarur bataye . post se ya other kisi topic se related aapki koi query hai to comment ke jariye humare saath share kare hum aapki comment ka jawab jald se jald denge. Seo , internet ,bloging , youtube se related kisi bhi prkar ki jaankari ke liye comment kare.

·         How to change Blog Template


No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.