Header Ads

Breaking News
recent

How to add google custom search engine in Blogger




Welcome back again on my Blog

Online paisa kamana bilkul aasan hai jab aap starting karoge tab aapko kuch hard lagega lekin kuch time ke baad jab acche se samajh jaoge tab aapko ye bilkul aasan lagne lagega . aap online video , content , marketing etc kar ke paisa kama sakte ho . bloging and youtube online paisa kamane ke liye sabse better hai . yadi aap bloging aur youtube ke bare me nahi jaante hai humare blog par available youtube aur bloging se related post read kare. Aaj ki iss post me mai aapko google custom search engine ke baarne me batane wala hoo. Google custome search engine kya hai ? , iske kya fayde hai ? , blog me ise kaise lagate hai ?  in sahib sawalo ke bare me iss post me disqus karenge.  “ Read  Carefully”





add custom search engine in blogger
Custom search engine


 Waise to blogger dwara search gadget  diya gaya hai jise apni site me use kar sakte hai . yadi koi visitor aapki site par kuch search karna chahta hai to vah search box me likhkar search kar  sakt a hai . lekin ab aapke mind me ye question aa raha hoga ki jab blogger ne already search gadget diya hai to google custom  search box ko kyo lagaye ? to iska jawab hai – google custom search gadget lagane se humari income increase hoti hai “ kaise ? “ iska jawab hum bhi mai aapko isi post me doonga .

Google custom search box lagane ke kya fayde hai ?
Google custom search box se paisa kaise kamaya jata hai ?


yadi aap google custom search box ko apne blog me lagate hai . to koi na koi visitor google custom search box ka use kar ke aapki site me kuch search karega to google search result ke saath kuch ads bhi show karega jin par click hone ke 100% chance hote hai . aur jab bhi koi visitor in ads par click karta hai to aapki earning hoti hai .






How to create google custom search box  code ?

“ follow all steps “

Step-1

Google custom search box code create karne ke liye aapko google dwara create kiye gaye page Google CSE par jaana hai . is page par sabhi puchhi gayi information ko ache se fill karna hai jaise picture me dikhaya gaya hai .




add custom search engine in blogger
add custom search engine in blogger



  1. website ka url likhe for example (www.example.com)
  2. language choose kare.
  3. custom search engine ka naam likhe (optional)
  4. make money ko choose kare aur make money ke under me search engine monetization ko choose on kare
  5. create button par click kare.







Step -2

add custom search engine in blogger

add custom search engine in blogger


  1. Search engine ke layout and other counfiguration karneke liye control panel ko choose kare.
  2. look and feel par click kare.
  3. apni pasand ke kisi ek layout ko choose kare.
  4. save & get code par click kare.
  5. code ko copy kare .
add custom search engine in blogger



Code aapko prapt ho chuka hai ab aapko ye code blog me lagana hai .
Google custom search engine blog me kaise lagate hai ?
Google custom search engine ko blog me lagane ke liye apne blog ke layout me jaye . blog me jaha par custom search engine box lagana hai waha par add a gadget ko choose kare . ab ek popup window open hogi . html / javascript ko choose kare ab ek new popup window open hogi is popup window me code ko paste kar de.

How to add a video in blogger blog Post
How to add subscribe button in Blogger

Google custom search engine aapke blog me successfully add ho chukka hai.




Feedback
Yah post aapko kaisi lagi comment kar ke jarur bataye . post se related yadi koi bhi problem hai to comment kar ke puch sakte hai . seo , internet , bloging, youtube , earn money online etc ki adhik  jaankari prapt karne ke liye comment kare.








No comments:

Write here your comment

Powered by Blogger.